kalam ki jo jgh thi wo whi h
par us ka naam tak baki nahi h
kalam ki nook pe nokta hai wahi
jo sach ho bhala jhukta h koi
woh jiss bachpan me aur jeena tha
woh jiss ne maa tumhra kraar chheena tha
mujhe maa us se badla lene jana h
Mujhe Dushman ke bacho ko parhna hai
Mujhe Dushman ke bacho ko parhna hai
mujhe maa us se badla lene jana h
Mujhe Dushman ke bacho ko parhna hai
Mujhe Dushman ke bacho ko parhna hai
mujhe maa us se badla lene jana h
woh jiss ko soch k soti nahi maa
kitabe dekh ke roti rahi maa
woh jiss ki wapsi ki raah takte
darwaza tu khula rakh de baba
woh jo sari nazaro se gira tha
tha na woh nisan jiss na khuda tha
mujhe maa us se badla lene jana h
Mujhe Dushman ke bacho ko padhna hai
Mujhe Dushman ke bacho ko padhna hai
Mujhe Dushman Ke Bachon ko Parhaana Hai
Mujhe Dushman K Bacho Ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
MUJHAY DUSHMAN KE BACHON KO PARHAANA HAI
darr ke saamne hasta gaya jo
ReplyDeleteWo apna chhodke basta gaya jo
Wo ek kaisi kahani likh gaya wo
Kitaabon me nishaani rakh gaya wo
Wo maatha choomne wala lahoo tha
Wo jisne khwab ka khoon kiya tha
Mukhe maa usse badla lene jana hai